Chintoo : Aaj maine apni class mein sabse pyaari larki ko phans
a li..
Friend :
Woh kaisey?Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka. Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who
phans gaye bichari.”
Comments
Post a Comment